તલવાર જરૂરી નથી વાર કરવા માટે વાર તો નઝર પણ કરી લે છે ફરક માત્ર એટલોજ છે કે તલવાર ઉઠીને વાર કરે છેજયારે નઝર ઝુકી ને વાર કરે છે.
Good morning

Khamoshiyon Ke Rishte Nibhana Mujhe Aata Hai

Har Dard Se Is Dil Ko Lagana Mujhe Aata Hai

Jo Tum Hanso Hansta Hun, Agar Ro Do To Rata Hun

Jo Jaisa Hai Sang Uske Jeena Mujhe Aata Hai

Banjar Si Jamin Par Hi Kabse Jee Raha Hun Main
Ret Se Apna Ghar Banana Mujhe Aata Hai

Dunia Mein Mohabbat Ka Katra Na Mila Mujhko

Ab Dukh Bhare Geeton Ko Gana Mujhe Aata Hai

Jab jab aati hai yaad teri…
Aanhko se neend chali jati hai…

Janta hu mai dil mein hun tere …
Par naseeb mein ..mere tu kahan aati hai…

Chalti hai ye ungliya khud …
Jab teri baat aati hai..
Saans ruk si jati hai..jb kbhi tu dur jati hai…

Safar hmara chota hi sahi…
Par rishta hmara bhut gehra hai…

Lgta hai darr khone se tujhe..
Ye soch kr aanhk meri bhar aati hai…

Pyar tujhse itna hai ki…tu na ho to zindgi tham si jati hai…
Tu chali jayegi door mujhse 1 din ye soch kar saans meri ruk si jati hai..

Sochta hoga khuda b dekh kar meri mohabbat…
Aakhir kyu tu iske naseeb mein nahi aati…